Holi Ke Din song video and lyrics | Sholay Movie

Singer(s): Kishore Kumar, Lata Mangeshkar

Chalo saheli - 2
 Chalo re saathi - 2
 Ye pakdo
 Ye (pakadoo)-4 isse na chhodo
 Arra arra arra baiya na todo,
 Oye thaher ja babhi, arey jare sharabi
 Kya ho raja gali mein aaja
 Holi holi gaaon ki gori o nakharewaali
 Dungi main gali arre raamu ki saali, holi re holi



 (Holi ke din dil khil jaate hain rangon mein rang mil jaate hain)-2
 Gile shikawe bhul ke doston dushman bhi gale mil jaate hain
 (Holi ke din dil khil jaate hain rangon mein rang mil jaate hai)-2

 Holi hain

 Gori tere rang jaisaa thodasa main rang bana lu
 Aa tere gulabi gaalon se thoda sa gulaal chura lu
 (Jare ja deewane tu holi ke bahane tu )-2
 Chhed na mujhe besaram
 Puchh le zamane se aise hi bahane se liye aur diye dil jaate hain
 Holi ke din dil khil jaate hain rango mein rang mil jaate hain
Nitin Gupta

This is my blog for sharing my travel experiences with friends.

Post a Comment

Previous Post Next Post