Singer(s):Alka Yagnik, Udit Narayan
Lyricist(s):Mehboob
Chand chupa badal me sharma ke meree jana
Sine se lag ja too balkhake meree jana
Gumsum sa hai gupchup sa hai, madhosh hai khamosh hai
Han yeh sama, han yeh sama kuchh aur hai
Han han han chand chupa........
Najdikiya badh jane de, arre nahee baba nahee, abhee nahee nahee nahee
Dur se hee tum jee bhar ke dekho, tum hee kaho kaise dur se dekhu
Chand ko jaise dekhta chakor hai
Aye gumsum sa hai, yeh sama kuchh aur hai
Ho ho ho chand chupa badal me...........
Aaja re aaja re chanda kee jab tak too naa aayega
Sajana ke chere toh dekhne yeh man tarsa jayega
Naa naa chanda too nahee aana too jo aaya toh
Sanam sharma ke kahee chala jaye naa
Aaja re aaja re chanda too lakh duwaye payega
Naa naa chanda too nahee aana, varna sanam chala jayega
Aanchal me too chup jane de, arre nahee baba nahee, abhee nahee nahee nahee
Julfo me tum kho jane do, arre nahee baba nahee, abhee nahee nahee nahee
Pyar toh nam hai sabra kaa humdam, woh bhala bolo kaise kare ham
Sawan kee rah jaise dekhe mor hai, he rehne
bhee