Singers: Lata Mangeshkar, Kishore Kumar
Lyrics: Anand Bakshi
kora kagaz tha ye man mera
likh liya naam ispe tera
kora kagaz tha ye man mera
likh liya naam ispe tera
suna aangan tha jivan mera
bas gaya pyar jispe tera
tut naa jaye sapne mai darta hu
nis din sapno me dekha karta hu
tut naa jaaye sapne mai darta hu
nis din sapno me dekha karta hu
nainaa kajarare matvare ye ishare
khali darpan tha ye man mera
rach gaya rup is me tera
kora kagaz tha ye man mera
likh liya naam ispe tera
chain gavaya maine nindiya gavai
sari sari raat jaagu du mai duha
chain gavaya maine nindiya gavai
sari sari raat jaagu du mai duhai
kahu kya mai aage neha lage ji na lage
koi dushman tha ye man mera
ban gaya mit ja ke tera
kora kagaz tha ye man mera
likh liya naam ispe tera
bago me phulo ke khilane se pahale
tere mere naino ke milane se pahale
bago me phulo ke khilane se pahale
tere mere naino ke milane se pahale
kahan ki ye bate, mulakate, aisi raate
tuta tara tha ye man mera
ban gaya chand hoke tera
kora kagaz tha ye man mera
likh liya naam ispe tera