Ghungroo Lyrics – War Movie | Arijit Singh


Singers: Arijit Singh, Shilpa Rao
Lyrics: Kumaar

In The Sung And Sand The Sea
In The Right And I’m Feeling Alright
And I’m Feeling Alright
Kyun Lamhe Kharab Kare
Aa Galti Beheesab Kare
Do Pal Ki Jo Neend Udi
Aa Poore Saare Khaawb Kare


Kya Karne Hai Umron Ke Wade
Ye Jo Rehte Hain Rehne De Aadhe
Do Baar Nahi Ik Baar Shahi
Ek Raat Ki Kar Le Tu Yaari

Subah Tak Maan Ke Meri Baat
Tu Aise Zor Se Naachi Aaj
Ki Ghungroo Toot Gaye
Ki Ghungru Toot Gaye

Chhod Ke Saare Sharam Aur Laaz
Main Aise Zor Se Naachi Aaj
Ki Ghungru Toot Gaye
Ki Ghungroo Toot Gaye

Dil Lena Dil Dena Zaroori Nahi Hai
En Baaton Ke Siva Bhi Baatein Kai Hai

Ek Lamhe Se Jaada Ki Khaahish Nahi Hai
Fir Chaahe Dowara Na Milna Kahi

Mere Sapne Nahi Sidhe Saade
Hain Galatfamiyan Toh Mita De

Do Baar Nahi, Ek Baar Shahi
Ek Raat Ki Kar Le Tu Yaari

Subah Tak Maan Ke Meri Baat
Tu Aise Zor Se Naachi Aaj
Ki Ghunghroo Toot Gaye
Ki Ghunghru Toot Gaye

Chhod Ke Saare Sharam Aur Laaz
Main Aise Zor Se Naachi Aaj
Ki Ghungru Toot Gaye
Ki Ghungroo Toot Gaye

Ishq Hai Aaj Bas Kal Karna Bhi Nahi
Dil Mein Tehrna Toh Hai
Par Utarna Bhi Nahi
Mitna Bhi Hai Kuchh Der Ke Liye
Poori Uamar Tumpe Marna Bhi Nahi

Kya Karne Hai Umron Ke Wade
Ye Jo Rehte Hain Rehne De Aadhe
Do Baar Nahi Ek Baar Shahi
Ek Raat Ki Kar Le Tu Yaari

Subah Tak Thaam Ke Tera Haath
Tu Aise Zor Se Naachi Aaj
Ki Ghunghru Toot Gaye
Ki Ghunghru Toot Gaye

Chhod Ke Saare Sharam Aur Laaz
Main Aise Zor Se Naachi Aaj
Ki Ghunghru Toot Gaye
Ki Ghungroo Toot Gaye

Ki Ghunghroo Toot Gaye
Toot Gaye
Ki Ghungroo Toot Gaye

Post a Comment

Previous Post Next Post