Singer(s): Ash King
Lyricist: Arafat Mehmood
Dil mastiyaan karne lage
Dekhen tujhe toh khud mein na rahe
Nazdeekiyaan badhne lage
Khamoshiyan bin bole sab kahe
Ishq jagate mujhko bhiga de
Paniyon ki lahron si teri yeh hansi
Ghalib ke jaisi ek sau ghazal de
Jab kare nigahein teri shayari
Lamha mein saare mausam badal de
Jab chale aadaon se tu naazneen
Ooooo...
Ghalib ke jaisi ek sau ghazal de
Jab kare nigahein teri shayari
Lamha mein saare mausam badal de
Jab chale aadaon se tu naazneen
Ooooo. Na na na na ooo
Dil befikar ho ke kare
Chahat bhari badmashiyaan
Tu saath ho joh humsafar
Aachi lage badnaamiyaan
Baithe rahe jaa ke kahin
Hum ishq ke saaye tale
Milne ko ho dil mukhtasar
Aur raushani koyi jaale
Tu paas aaye khushbu si chhaye
Dekhi nahin aisi kabhi jadugari
Ghalib ke jaisi ek sau ghazal de
Jab kare nigahein teri shayari
Lamha mein saare mausam badal de
Jab chale aadaon se tu naazneen
Ooooo...
Ghaliib ke jaisi ek sau ghazal de
Jab kare nigahein teri shayari
Lamha mein saare mausam badal de
Jab chale aadaon se tu naazneen
Ooooo. Na na na na ooo
Mahsoos ho har pal yahi
Ke pahle tu phir zindagi
Hogi kabhi na ajnabi
Parchhayi bhi teri-meri
Saansein agar ho besabar
Tere liye tarsha kare
Tanhai ke galiyaron mein
Tu ittar sa barsa kare
Tu muskuraye toh noor chhaye
Aasmaan se chand aa ke chume yeh zameen
Ghalib ke jaisi ek sau ghazal de
Jab kare nigahein teri shayari
Lamha mein saare mausam badal de
Jab chale aadaon se tu naazneen
Ooooo...
Ghalib ke jaisi ek sau ghazal de
Jab kare nigahein teri shayari
Lamha mein saare mausam badal de
Jab chale aadaon se tu naazneen
Ooooo