Singer:Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Lyricst:Anand Bakshi
Adami musafir hai aata hai jaata hai
aate jaate raste me yade chhod jaata hai
adami musafir hai aata hai jaata hai
aate jaate raste me yade chhod jaata hai
adami musafir hai adami musafir hai
jhoka hava ka pani ka rela
jhoka hava ka pani ka rela
mele me rah jaye jo akela
mele me rah jaye jo akela
vo phir akela hi rah jaata hai
adami musafir hai, aata hai jaata hai
aate jaate raste me, yade chhod jaata hai
kab chodta hai ye rog ji ko
kab chodta hai ye rog ji ko
dil bhul jaata hai jab kisi ko
dil bhul jaata hai jab kisi ko
wo bhulkar bhi yaad aaata hai
adami musafir hai, adami musafir hai
aata hai jaata hai, aata hai jaata hai
aate jaate raste me yade chhod jaata hai
adami musafir hai, adami musafir hai
kya sath laye kya chhod aaye
kya sath laye kya chhod aaye
raste me ham kya chhod aaye
raste me ham kya chhod aaye
mazil pe jaake yaad aata hai
adami musafir hai aata hai jaata hai
aate jaate raste me yade chhod jaata hai
jab dolati hai jivan ki naiya
jab dolati hai jivan ki naiya
koi to ban jaata hai khivaiya
koi kinare pe hi dub jaata hai
adami musafir hai aata hai jaata hai
aate jaate raste me yade chhod jaata hai
adami musafir hai aata hai jaata hai
aate jaate raste me yade chhod jaata hai
yade chhod jaata hai, yade chhod jaata hai
yade chhod jaata hai