Singers:Mahendra Kapoor, Asha Bhosle
Lyrics:Anand Bakshi
Thande thande paani se nahaana chaahiye
thande thande paani se nahaana chaahiye
gaana aaye ya naa aaye gaana chaahiye
haan arre gaana aaye ya naa aaye gaana chaahiye
o puttara thande thande paani se nahaana chaahiye
gaana aaye ya naa aaye gaana chaahiye
arre gaana aaye ya naa aaye gaana chaahiye
beta bajaao taali gaate hain ham qawwaali
bajne do ek taara kholo zara fawwara
ye baalti uthaao dholak isse banaao
baithe ho kya ye lekar, ye ghar hai ya hai threatre
picture nahin hai jaana, baahar nahin hai aana
mummi ko bhi andar bulaana chaahiye
teri mummy ko bhi andar bulaana chaahiye
ganaa aaye ya na aaye gaana chaahiye
arre ganaa aaye ya na aaye gaana chaahiye
tum meri hathkadi ho, tum door kyun khadi ho
tum bhi zara nahaalo, do chaar geet gaa lo
daaman ho kyun bachaati
arre dukh sukh ke ham hain saathi
chhodo hato anaadi, meri bhigo di sadi
tum kaise besharam ho,bacchon se koi kam ho
mummy ko to ladne ka bahaana chaahiye
chup be shaitaan
mummy ko to ladne ka bahaana chaahiye
gaana aaye ya na aaye gaana chaahiye
haan gaana aaye ya na aaye gaana chaahiye
lambi ye taan chhod o, tauba hai jaan chhod o
ye geet hai adhoora, karte hain kaam poora
ab shor mat karo jee, sunte hain sab padosi
kah do padosiyon se
kyaa, jhaanken na khidkiyon se
darwaza khatkhataayalagta hai koyi aaya,
arre kah do ke aa rahe hain saahab naha rahe hain
mummy ko to daddy se chhudaana chaahiye
ab to mummy ko daddy se chhudaana chaahiye
ganaa aaye ya na aaye gaana chaahiye
arre gaana aaye ya naa aaye gaana chaahiye
puttara thande thande paani se nahaana chaahiye
o thande thande paani se nahaana chaahiye
gaanaa aaye ya na aaye gaana chaahiye
arre ganaa aaye ya na aaye gaana chaahiye