Koi Kahe Kehta Rahe Song Lyrics (Dil Chahta Hai Movie)

Singer:Shaan, Shankar Mahadevan, K. K.
Lyrics:Sameer


koi kahe, kehta rahe kitna bhi humko deewana
koi kahe, kehta rahe kitna bhi humko deewana  
hum logon ki thokar mein hai ye zamana
jab saz hai, awaz hai, phir kis liye hichkichana 
jab saz hai, awaz hai, phir kis liye hichkichana 
oh, gayenge hum apne dilon ka tarana
bigade duniya, bigadne bhi do, jhagade duniya, jhagadne bhi do
lade jo duniya, ladne bhi do, hum apni dhun gao
duniya ruthe, ruthne do, bandhan tute, tutne do
koi chhute, chhutne do, na ghabrao
hum hain naye, andaz kyun ho purana 
hum hain naye, andaz kyun ho purana


ankhon mein hain bijliyan, sanson mein tufan hai
darr kya hai aur har kya, hum isse anjan hai
hamare liye hi to hai asman aur zameen
sitarein bhi hum tod lenge,hamein hai yakeen
ambar se hai age hamara thikana
hum hain naye, andaz kyun ho purana

sapnon ka jo des hai, han hum vahin hain pale
thode se dil phenk hai, thode se hai mann chale
jahan bhi gaye apna jadu dikhate rahe
mohabbat haseenon ko aksar sikhate rahe
aye hame dil do, aur neendein churana

hum hain naye, andaz kyun ho purana
koi kahe,kehta rahe kitna bhi humko deewana
koi,kehta,kitna bhi humko deewana
oh,hum logon ki thokar mein hai ye zamana
oh,jab saz hai, awaz hai,phir kis liye hichkichana
jab saz hai, awaz hai,phir kis liye hichkichana
oh,gayenge hum apne dilon ka tarana

bigade duniya, bigadne bhi do, jhagade duniya, jhagadne bhi do
lade jo duniya, ladne bhi do, hum apni dhun gao
duniya ruthe, ruthne do, bandhan tute, tutne do
koi chhute,chhutne do, na ghabrao
hum hain naye, andaz kyun ho purana
oh,hum hain naye, andaz kyun ho purana
hum hain naye, andaz kyun ho purana
ha hum hain naye, andaz kyun ho purana

Nitin Gupta

This is my blog for sharing my travel experiences with friends.

Post a Comment

Previous Post Next Post